Zindagi Main Ho Karam mujh Pay bhe Mery Sarkar Lyrics
Nohay 2019 | Arzoo e Azadar Lyrics | Syed Raza Abbas Zaidi | New Noha 2019 |
Merit of visiting the grave of Imam Husayn (a.s.)
Visiting the grave of Imam Husayn (a.s.) is recommended, while emphasis upon visiting his grave is among the necessities of the Religion. It is related that the visitation to his grave is essential upon every believer and is obligatory upon every man and woman. While one who abandons it, in fact, has abandoned the rights of Allah and His Prophet while abandoning it is ungratefulness with the Prophet of Allah (S) and is a result of a defect in his belief and Religion.
And the one who deliberately avoids it, he shall be among the dwellers of hell.
NOHA LYRICS
Zindagi Main Ho Karam mujh Pay bhe Mery Sarkar chotay Hazrat s.a Sy kahain Mujh ko Bana Dean Zawar 01. Mola as Ake Baar Mujhy Izn e Ziyart Dy Do Tum Ko Zehra s.a Ke Qasam Mujh ko Ijazat Dy Do Zindagi Kam hai Bohat Thori Se Muhlat Dy Do Mera Saman e Safar Kab Sy Rakha hai Tayyar. 02. Bab e Saqi e Atash Per Jo Nazar Jaye Ge Yad Masoom Sakina s.a Ke Bohat Aye Ge Lash Per Teri Jahan Ro Na Sakky Ahle Haram Ak Zamana hai Wahan Aaj Tera Matamdar Jab Sham o Sehar Fatima s.a Zehra tujhy Roye Abbas Tera Haq hai Zamana Tujhy Roye. 03. Jhola Asgher Ka Rakha hai Jahan Ake Hujray Main Aesa Lagta hai Wahan Maa Kisi Ake Konay Main Chom Kr Khoon Bhara Halqom Sada Dyte Hai Ankhen Tu Kholo Meri Simit to Dekho ak Baar. Koza Lay Kr Hathoun Main Wo Tujh ko Dhondny Jate hai Kuch To Bolo Ankhen Kholo Asgher Behan Bulate hai. 04. Jab Muqam e Ali as Akber Per Parhunga Noha Aye Ge Sughra s.a Kay Rony Ke Madinay Sy Sada Ajj Bhe Lashy Pay Maa Sehra Leyh Roti Hai Baap Ke Ajj Bhe Hai Lash e Jawan Pay Yay Pukar. Apny Laho Main Ap Sanwarny Kay Din Na Thy Akber a.s Jawan Abhi Tery Marny Kay Din Na Thy 05.Khaimagha Dekh Kay Yad Aye Ga Manzar Sara Aye Jab Akhri Rukhsat Ko Ghareeb e Zehra s.a Shor e Giriya Sy Qayamt The Fizaoun Main Bapa Behan Kehti The Yeh Krty Howy Bhai Ko Sawar Zainab s.a Ko Har Ak Mor Pay Tarpaye Ge Duniya Yad Aogay Bhaiya Yad Aogay Bhaiya 06. Jab Muqam e Kaf e Abbas s.a Pay Jana Hoga Kaisy Hote Hai Katty Hathoun Sy Dekhunga atta Zairoun Ko Yahan Milti Hai Wafa Ke Soughat Mango Sadqay Main Sakina s.a Kay Sajja hai Darbar Dua to Mang Sakina s.a Ka Wasta Day Kr Yeh Kaisy Hoga Kay Abbas Or Atta na kray 07. Tila Zainabiya s.a Per Na Rukkay Ga Giriya Behan kay Samnay Katta Gaya Bhai Ka Gala Yahan Sy Zainab s.a Ny Churri Bhai Pay Chaltay Dekhi Keh kay Maqtal Ko Challi Rotay Howy Wo Ghamkhar Kia Guzri Hai Tum Per Kuch to Kaho Sadqay Gaye Maa Jai Hai Zainab s.a Aye Bhai Hussaina , Aye Bhai Hussaina 08. Hoge Jab Nazar e Karam Ghazi Ke Rehan o Raza Karbala Ja Kay Main Wapis Jo Watan Aounga log Pouchen Gay Mera Haal Main Batlaounga Kia Askh Hain Ankhoun Main Or Dil Ko Nhi Milta Qarar Yeh Dil Bina Hussain a.s Kay Paye Sukoon Kahan Dil Karbala Main Reh Gaya Main Agaya Yahan
Nohay 2019 | Arzoo e Azadar Lyrics| Syed Raza Abbas Zaidi | New Noha 2019
----------------------------------------------
Kalam Title | Arzoo e Azadar
Recited By | Syed Raza Abbas Zaidi
Poetry By | Dr Rehan Azmi
Composition, Concept and Arrangement | Syed Raza Abbas Zaidi
Volume | Album 14th/2019 20
Special Thanks and Guest Appearance
Janab Talat Hussain
Janab Syed Nasir Hussain Zaidi
Janab Mir Hassan Mir
Janab Shahid Baltistani
Janab Irfan Haider
Janab Farhan Ali Waris
Janab Faraz Hussain Zaidi
Chorus By | Rajab Ali Khan , Amanat Ali Khan , Ghulam Abbas
Video | Tna Production Ali Arman
Label | RAZ Records
Cover Design By | Qasim Zaidi
Audio Recorded & Master/Mixing | ODS Studio
-----------------------------
#ArzooeAzadar #Nohay2019 #SyedRazaAbbasZaidi
0 Comments